Testo Main Rahoon Ya Na Rahoon (From "Main Rahoon Ya Na Rahoon") - Armaan Malik

Main Rahoon Ya Na Rahoon (From "Main Rahoon Ya Na Rahoon") - Armaan Malik
Informazioni sulla canzone In questa pagina puoi leggere il testo della canzone Main Rahoon Ya Na Rahoon (From "Main Rahoon Ya Na Rahoon") , di -Armaan Malik
Canzone dall'album: Moody Melodies - Agar Tum Saath Ho
Nel genere:Восточная музыка
Data di rilascio:04.04.2020
Lingua della canzone:Estone
Etichetta discografica:Super Cassettes Industries Private

Seleziona la lingua in cui tradurre:

Main Rahoon Ya Na Rahoon (From "Main Rahoon Ya Na Rahoon")
Main rahoon ya na rahoon
Tum mujh mein kahin baaki rehna
Mujhe neend aaye jo aakhiri
Tum khwabon mein aate rehna
Bas itna hai tumse kehna (x4)
Main rahoon ya na rahoon
Tum mujhme kahin baaki rehna
Kisi roz baarish jo aaye
Samajh lena boondon mein main hoon
Subah dhoop tumko sataaye
Samajh lena kirno mein main hoon (x2)
Kuch kahun ya na kahun
Tum mujhko sada sunte rehna
Bas itna hai tumse kehna (x4)
Hazaar baar socha, keh doon
ki friend nahi meri girlfriend hai tu
Par sapne toot jaane ka darr
Kabhi dil se gaya hi nahi
Hawaaon mein lipta hua main
Guzar jaaunga tumko chhu ke
Agar mann ho to rok lena
Thehar jaaunga in labon pe (x2)
Main dikhu ya na dikhu
Tum mujhko mehsoos karna
Bas itna hai tumse kehna (x4)
Hmm.
Bas itna hai tumse kehna (x4)
Main rahun ya na rahun
Tum mujh mein kahin baaki rehna.

Scrivi cosa pensi del testo!

Altre canzoni dell'artista:

Nuovi testi e traduzioni sul sito: