| Main baarish ho jaaunga |
| Tum baadal ho jaaogi |
| Dekh lena. dekh lena. |
| Itna tumko chaahunga |
| Tum paagal ho jaaogi |
| Dekh lena. dekh lena. |
| Kehta hai sunn, yeh dhoop kinara |
| Tera hua, main saara ka saara |
| Dekh lena, tere honthon pe hamesha |
| Main hansta hi rahunga dekh lena. |
| Dekh lena. bheegi jo teri aankhen |
| Aankhon se main bahunga dekh lena. |
| Hmm. Dil toh hai har seene mein |
| Hai pyaar lekin mujhme |
| Sabse zyada dekh lena |
| Mmm. apni lakeeron mein |
| Main likh lungi khud hi tumko |
| Hai mera vaada dekh lena |
| Kehta hai sunn, yeh dhoop kinara |
| Tera hua, main saara ka saara |
| Dekh lena tere honthon pe hamesha |
| Main hansta hi rahunga dekh lena… |
| Dekh lena. bheegi jo teri aankhen |
| Aankhon se main bahunga dekh lena. |
| Barso na bhuloge tum |
| Aisi kahaani tumse |
| Keh jaayenge hum dekh lena |
| Hmm. aisa bhi hoga ik din |
| Dil ki jagah seene mein |
| Reh jaayenge hum dekh lena… |
| Kehta hai sunn, yeh dhoop kinara |
| Tera hua, main saara ka saara |
| Dekh lena tere honthon pe hamesha |
| Main hansta hi rahunga dekh lena… |
| Dekh lena. bheegi jo teri aankhen |
| Aankhon se main bahunga dekh lena. |