| Pal, do pal, ki hi kyun hai zindagi |
| Iss, pyar, ko hai sadiyaan kaafi nahi |
| Toh khuda se maang lun mohalat main ek nayi |
| Rehna hai bas yahaan ab door tujhse jaana nahi |
| Jo tu mera humdard hai, Jo tu mera humdard hai |
| Suhaana har dard hai, Jo tu mera humdard hai |
| Teri muskurahatein hain taaqat meri |
| Mujhko inhi se ummeed mili |
| Chaahe kare koi sitam ye jahaan |
| Inme hi hai sadaa hifaazat meri |
| Zindagani badi khoobsurat hui |
| Jannat ab aur kya hogi kahin |
| Jo tu mera humdard hai, Jo tu mera humdard hai |
| Suhaana har dard hai, Jo tu mera humdard hai |
| Teri dhadkano se hai zindagi meri |
| Khwahishein teri ab duaaein meri |
| Kitna anokha bandhan hai ye |
| Teri meri jaan jo ek hui |
| Lotunga yahaan tere paas main haan |
| Waada hai mera mar bhi jaaun kahin |
| Jo tu mera humdard hai, Jo tu mera humdard hai |
| Suhaana har dard hai, Jo tu mera humdard hai |
| Hmm… humdard hai |
| Hmm… humdard hai |
| Hmm… humdard hai |
| Hmm… humdard hai |