| era gham mera gham ek jaisa sanam — 2 |
| hum dono ki ek kahani |
| aaja lag ja gale dil jaani |
| tera gham mera gham ek jaisa sanam |
| hum dono ki ek kahani |
| aaja lag ja gale dil jaani |
| main achhi buri jaisi bhi hu |
| tu achha bura jaisa bhi hain |
| main teri hu kaisi bhi hu |
| tu mera hain kaisa bhi hain — 2 |
| tera gham mera gham ek jaisa sanam — 2 |
| hum dono ki ek kahani |
| aaja lag ja gale dil jaani |
| tera gham mera gham ek jaisa sanam |
| toote hue dil ki kashti ko |
| toofan mein kinara mil jaaye |
| tu thaam le mera haath agar |
| dono ko sahara mil jaaye |
| tera gham mera gham ek jaisa sanam — 2 |
| hum dono ki ek kahani |
| aaja lag ja gale dil jaani |
| tera gham mera gham ek jaisa sanam |