| Tum tum tarara, tum tum taram |
| Tum tum tarara, tum tum taram |
| Tum tum tarara, tum tum taram |
| Tum tum tarara, tum tum taram |
| Tum tum taram taram |
| Tum tum taram taram |
| Duniya ke hain lakh dharam par apna ek karam |
| Chana jor garam |
| Chana jor garam babu main laayi mazedar |
| Chana jor garam |
| Chana jor garam babu main laya mazedar |
| Chana jor garam |
| Mera chana bana hai aala |
| Jismein dala garam masala |
| Isko khaayega dilwala chana jor garam |
| Mera chana kha gaya gora |
| Mera chana kha gaya gora |
| Kha ke ban gaya tagda ghoda |
| Maine pakad ke use maroda |
| Maar ke tangdi usko toda chana jor garam |
| Chana jor garam babu main laya mazedar |
| Chana jor garam |
| Mere chane ki aankh sharabi |
| Sharabi, chane ki aankh sharabi |
| Ho iske dekho gaal gulabi |
| Gulabi, dekho gaal gulabi |
| Ho iska koi nahi jawabi, iska koi nahi jawabi |
| Jaise koi kudi Punjabi, jaise koi kudi Punjabi |
| Nache chhanan chhanan |
| Nache chhanan chhanan |
| Kothe chadhke tainu pukara |
| Sunle mere balam chana jor garam |
| Chana jor garam babu main laayi mazedar |
| Mera chana kha gaye gore |
| Gore, chana kha gaye gore |
| Ho gore jo ginti mein hain thode |
| Ho phir bhi maare humko kode |
| Phir bhi maare humko kode |
| Tum tum taram taram, tum tum taram taram |
| Lakhon kode toorte phir bhi toota na dumkham |
| Chana jor garam |
| Chana jor garam babu main laya mazedar |
| Chana jor garam |
| Chana jor garam babu main laya mazedar |
| Chana jor garam |
| Chana jor garam, chana jor garam |
| Chana jor garam, chana jor garam |
| Chana jor garam, chana jor garam |
| Mera chana hai apni marzi ka |
| Marzi ka bhai marzi ka |
| Mera chana hai apni marzi ka |
| Marzi ka bhai marzi ka |
| Yeh dushman hai khudgarzi ka |
| Khudgarzi ka, khudgarzi ka |
| Sar kafan bandh ke nikla hai |
| Deewana hai yeh pagla hai |
| Mera chana hai apni marzi ka |
| Marzi ka bhai marzi ka |
| Apnon se naata jodega |
| Gairon ke sar ko phodega |
| Apna yeh vachan nibhayega |
| Maati ka karz chukayega |
| Chana hai apni marzi ka |
| Marzi ka bhai marzi ka |
| Mit jaane ko mit jaayega |
| Azaad watan kar jaayega |
| Na to chori hai, na to daaka hai |
| Bas yeh to ek dhamaka hai |
| Dhamake mein awaz bhi hai |
| Ek soz bhi hai, ek saaz bhi hai |
| Samjho to baat yeh saaf bhi hai |
| Aur na samjho to raaz bhi hai |
| Apni dharti, apna hai gagan |
| Yeh mera hai, mera hai watan |
| Apni dharti, apna hai gagan |
| Yeh mera hai, mera hai watan |
| Is par jo aankh uthayega zinda dafnaya jaayega |
| Mera chana hai apni marzi ka |
| Marzi ka bhai marzi ka |
| Yeh dushman hai khudgarzi ka |
| Khudgarzi ka, khudgarzi ka |
| Mera chana hai apni marzi ka |
| Marzi ka bhai marzi ka |
| Yeh dushman hai khudgarzi ka |
| Khudgarzi ka, khudgarzi ka |