Informazioni sulla canzone In questa pagina puoi trovare il testo della canzone Khul Kabhi (From "Haider"), artista - Arijit Singh.
Data di rilascio: 03.02.2015
Linguaggio delle canzoni: inglese
Khul Kabhi (From "Haider")(originale) |
Khul kabhi to, khul kabhi kahin |
Main aasmaan, tu meri zameen |
Boond-boond barsun main |
Paani-paani khelun-khelun aur beh jaaun |
Geele-geele hothon ko main |
Baarishon se choomun-choomun aur keh jaaun |
Tu. |
zameen hai, tu. |
meri zameen |
Khul kabhi toh, khul kabhi kahin |
Main aasmaan, tu meri zameen |
Mmmm… |
Lab tere yun khule jaise harf thhe |
Honth par yun ghule jaise barf thhe |
Aana zara-zara main haule-haule |
Saans-saans senk doon tujhe |
Lab tere yun khule jaise harf thhe |
Honth par yun ghule jaise barf thhe |
Tu hi tu hai, main kahin nahi |
Hmm. |
khul kabhi to, khul kabhi kahin |
Hmm. |
main aasmaan, tu meri zameen |
Jhuk ke jab jhumka main choom raha tha |
Der tak gulmohar jhoom raha tha |
Jal ke main sochta tha: |
Gulmohar ki aag hi mein phenk doon tujhe |
Jhuk ke jab jhumka main choom raha tha |
Der tak gulmohar jhoom raha tha |
Tu meri kasam, tu mera yaqeen |
Khul kabhi toh, khul kabhi kahin |
Main aasmaan, tu meri zameen |
Boond boond barsun main |
Paani-paani kehlun-khelun aur beh jaaun |
Mmm. |
geele-geele honthon ko main |
Baarishon se choomun-choomun aur keh jaaun. |
(traduzione) |
Khul kabhi a, khul kabhi kahin |
Main aasmaan, tu meri zameen |
Barsbond-bondun main |
Paani-paani khelun-khelun aur beh jaaun |
Geele-geele hothon ko main |
Baarishon se choomun-choomun aur keh jaaun |
Tu. |
zameen hai, tu. |
meri zameen |
Khul kabhi toh, khul kabhi kahin |
Main aasmaan, tu meri zameen |
Mmmm… |
Lab tere yun khule jaise harf the |
Honth par yun ghule jaise barf the |
Trasporto principale di Aana zara-zara |
Saans-saans senk doon tujhe |
Lab tere yun khule jaise harf the |
Honth par yun ghule jaise barf the |
Tu hi tu hai, principale kahin nahi |
Hmm. |
khul kabhi a, khul kabhi kahin |
Hmm. |
principale aasmaan, tu meri zameen |
Jhuk ke jab jhumka main choom raha tha |
Der tak gulmohar jhoom raha tha |
Jal ke main sochta tha: |
Gulmohar ki aag hi mein phenk doon tujhe |
Jhuk ke jab jhumka main choom raha tha |
Der tak gulmohar jhoom raha tha |
Tu meri kasam, tu mera yaqeen |
Khul kabhi toh, khul kabhi kahin |
Main aasmaan, tu meri zameen |
Bond bond barsun main |
Paani-paani kehlun-khelun aur beh jaaun |
Mmm. |
geele-geele honthon ko main |
Baarishon se choomun-choomun aur keh jaaun. |