Testo Aanchal Raat Ka - Abhijeet

Aanchal Raat Ka - Abhijeet
Informazioni sulla canzone In questa pagina puoi leggere il testo della canzone Aanchal Raat Ka , di -Abhijeet
Canzone dall'album: Main Deewana Hoon - By Abhijeet
Nel genere:Восточная музыка
Data di rilascio:13.02.2017
Lingua della canzone:estone
Etichetta discografica:Venus

Seleziona la lingua in cui tradurre:

Aanchal Raat Ka
Aanchal raat ka lehra jab gaya
Ehsaas kyon jaane aaisa huaan
Aanchal raat ka lehra jab gaya
Ehsaas kyon jaane aaisa huaan
Mujhe jaise tumne chhuaan
Aanchal raat ka lehra jab gaya
Ehsaas kyon jaane aaisa huaan
Mujhe jaise tumne chhuaan
Aanchal raat ka
Meri dhadkan mein
Hulchul si hone lagi
Halki khushbu si
Mujhko bheegone lagi
Mera kya hain dosh maine khoye hosh madhosh ho gaya main
Tere dilnashi phir toh haseen yaadon mein kho gaya main
Aanchal raat ka lehra jab gaya
Ehsaas kyon jaane aaisa huaan
Mujhe jaise tumne chhuaan
Aanchal raat ka lehra jab gaya
Chaahu tumse kahu
Hota hain kya aajkal
Taaren ginta rahu sota nahi ek pal
Kaise aaye neend jab ho umeed milne ki dil ko mere
Bas ek baar tum kar lo paar seemaon ke yeh ghere
Aanchal raat ka lehra jab gaya
Ehsaas kyon jaane aaisa huaan
Mujhe jaise tumne chhuaan
Aanchal raat ka lehra jab gay

Condividi il testo:

Scrivi cosa pensi del testo!

Altre canzoni dell'artista: