Testo Baadshsh O Baadshah - Abhijeet

Baadshsh O Baadshah - Abhijeet
Informazioni sulla canzone In questa pagina puoi leggere il testo della canzone Baadshsh O Baadshah , di -Abhijeet
Canzone dall'album: Baadshah
Nel genere:Болливуд
Data di rilascio:30.06.1999
Lingua della canzone:estone
Etichetta discografica:Venus

Seleziona la lingua in cui tradurre:

Baadshsh O Baadshah
Aashiq hoon main kaatil bhi hoon
Sabke dilon mein shaamil bhi hoon
Aashiq hoon main kaatil bhi hoon
Sabke dilon mein shaamil bhi hoon
Aashiq hoon main kaatil bhi hoon
Sabke dilon mein shaamil bhi hoon
Dil ko churaana neendein udaana
Bas yehi mera kusoor
Vaadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin
Baadshah o baadshah
Baadshah hey baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah
Aashiq hoon main kaatil bhi hoon
Sabke dilon mein shaamil bhi hoon
Dil ko churaana neendein udaana
Bas yehi mera kusoor
Vaadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin
Baadshah o baadshah
Baadshah hey baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah
Chaaron taraf hai mere hi charche
Honthon pe hai bas mera naam
Rangon bhari subah meri
Masti mein doobi hai meri shaam
Jhoothi kahaani sacchi lage
Aawargi mujhe achchhi lage
Naghme sunaana sabko nachaana
Bas yehi mera kusoor
Vaadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin
Baadshah o baadshah
Baadshah hey baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah
Hai ye mohabbat kamzori meri
Chaahat ki duniya pe mera raaj
Bas rab ke aage jhukta mera sar
Jhukte mere saamne takhto taaj
Andaz mera sabse juda
Main baadshahon ka baadshah
Sapne sajaana hansna hansaana
Bas yehi mera kusoor
Vaadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin
Baadshah o baadshah
Baadshah hey baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah
Aashiq hoon main kaatil bhi hoon
Sabke dilon mein shaamil bhi hoon
Dil ko churaana neendein udaana
Bas yehi mera kusoor
Vaadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin
Baadshah o baadshah
Baadshah hey baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah hey baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah.

Condividi il testo:

Tag della canzone:

#Baadshah O Baadshah

Scrivi cosa pensi del testo!

Altre canzoni dell'artista: