Informazioni sulla canzone In questa pagina puoi trovare il testo della canzone Barsaat Bhi Aakar, artista - Abhijeet. Canzone dell'album Dil Vil Pyar Vyar, nel genere Музыка мира
Data di rilascio: 17.10.2002
Etichetta discografica: Saregama
Linguaggio delle canzoni: Swahili
Barsaat Bhi Aakar |
Barsaat bhi aakar chali gayi |
Baadal bhi garajkar baras gaye |
Barsaat bhi aakar chali gayi |
Baadal bhi garajkar baras gaye |
Par uski ek jhalak ko hum |
Ae husn ke maalik taras gaye |
Kab pyaas bujhegi aankhon ki |
Din raat yeh dukhda rehta hai |
(Mere saamnewaali khidki mein |
Ek chaand ka tukda rehta hai) |
Afsos yeh hai ke voh humse |
Kuch ukhda ukhda rehta hai |
Mere saamnewaali khidki mein |
Ek chaand ka tukda rehta hai |
Jis roz se dekha hai usko |
Hum shamma jalaana bhool gaye |
Ho, jis roz se dekha hai usko |
Hum shamma jalaana bhool gaye |
Dil thaamke aise baithe hain |
Kahin aana jaana bhool gaye |
Ab aath paher in aankhon mein |
Voh chanchal mukhda rehta hai |
(Mere saamnewaali khidki mein |
Ek chaand ka tukda rehta hai) |
Afsos yeh hai ke voh humse |
Kuch ukhda ukhda rehta hai |
Mere saamnewaali khidki mein |
Ek chaand ka tukda rehta hai |