Testo Mohabbat Ho Na Jaye - Alka Yagnik, Kumar Sanu

Mohabbat Ho Na Jaye - Alka Yagnik, Kumar Sanu
Informazioni sulla canzone In questa pagina puoi leggere il testo della canzone Mohabbat Ho Na Jaye , di -Alka Yagnik
Nel genere:Болливуд
Data di rilascio:24.08.2000

Seleziona la lingua in cui tradurre:

Mohabbat Ho Na Jaye
--MALE--\nHey la la la la, la la la la, la la la la la la\nLa la la la, la la la la, la la la la la la\nDekha jo tumko, yeh dil ko kya hua hai\nMeri dhadkanon pe yeh chhaaya kya nasha hai, haan\n--FEMALE--\nDekha jo tumko, yeh dil ko kya hua hai\nMeri dhadkanon pe yeh chhaaya kya nasha hai, haan\n--MALE--\nMohabbat ho na jaaye, deewana kho na jaaye\nSambhaaloon kaise isko, mujhe tu bataa, haan\n--FEMALE--\nMohabbat ho na jaaye, deewana kho na jaaye\nSambhaaloon kaise isko, mujhe tu bataa\n--MALE--\nDekha jo tumko, yeh dil ko kya hua hai\n--FEMALE--\nMeri dhadkanon pe yeh chhaaya kya nasha hai, haan\n--MALE--\nBheegi bheegi alkon se, chori chori palkon se Kyoon mera sapna churaaye\nJhunki jhunki ankhiyon se, dheere dheere batiyon se Kyoon mujhe apna banaaye\n--FEMALE--\nMeri nazron pe chhaaye, khushboo ke jaise aaye\nMera tan mann mahekaaye\nSaanson mein yeh pal pal jaane kaise halchal\nKuch bhi samajh mein na aaye\nSharaarat ho na jaaye, mohabbat ho na jaaye\nSambhaaloon kaise isko, mujhe tu bataa\n--MALE--\nSharaarat ho na jaaye, mohabbat ho na jaaye\nSambhaaloon kaise isko, mujhe tu bataa\n--FEMALE--\nMeri hai yeh mushkil, ab to yeh mera dil\nBas mein huzoor nahin hai\nItna bataa de mujhe kaise samjhaaoon\nTujhe mera yeh kasoor nahin hai\n--MALE--\nChaahe hum chaahe bhi to pehre lagaaye bhi to Kaise din raat ko roke\nAag bina yeh jale, zor na koi chale\nKaise jazbaat ko roke\nYun chaahat ho na jaaye, mohabbat ho na jaaye\nSambhaaloon kaise isko, mujhe tu bataa, haan\n--FEMALE--\nYun chaahat ho na jaaye, mohabbat ho na jaaye\nSambhaaloon kaise isko, mujhe tu bataa\nDekha jo tumko, yeh dil ko kya hua hai\n--MALE--\nMeri dhadkanon pe yeh chhaaya kya nasha hai, haan\n--FEMALE--\nMohabbat ho na jaaye, deewana kho na jaaye\nSambhaaloon kaise isko, mujhe tu bataa\n--MALE--\nMohabbat ho na jaaye, deewana kho na jaaye\nSambhaaloon kaise isko, mujhe tu bataa

Condividi il testo:

Tag della canzone:

#Mohabbat Ho Na Jaye Dekha Jo Tumko

Scrivi cosa pensi del testo!

Altre canzoni dell'artista: