Informazioni sulla canzone In questa pagina puoi trovare il testo della canzone Roots, artista - EMIWAY BANTAI.
Data di rilascio: 08.06.2023
Roots |
Waise asli bolte sab, pehchano yahan pe kaun real\nDi inhe gyaan hota nahi sell main cheap\nThey might have conned in real (Mitochondria)\nBiology lage verse mera, disect kara rapperon ko\nKeede-makode 'Cause I was born real\nNo cap khulle baal leke\nRap scientist versatile\nExperiment chalu in the lab (Chalu hai!)\nJab bhi gaane drop haters karte react\n«Tu hai whack»\nBeta leke ghoomun lakhs in my bag (Haq se!)\nItna paisa main kamaya isi qala se\nGala se niklega ye awaz toh tu khallas hai (Khatam!)\nClass hai tera bhai\nBeta tapori boli ko aaj market mein bana dala classic\nApun apne roots nahi bhoolte\nKya lala? (Kabhi nahi)\nHeera gale mein, badan pe pehne suit\nRich life beta thali mein sirf kaju-badam fruits (Rich life!)\nUnderground se main aaya mainstream\nFir bhi baatein hai sadak ki kyunki bhula nahi main roots (Kabhi nahi!)\nHeera gale mein, badan pe pehne suit\nRich life beta thali mein sirf kaju-badam fruits (Rich life!)\nUnderground se main aaya mainstream\nFir bhi baatein hai sadak ki kyunki bhula nahi main roots\nHaan!\nBhul nahi kaun main, pata nahi kaun main\nPehchano saath mein enemy kaun hai\nKill karun scene mein, bana main criminal\nJaise main Jeffrey Dahmer\nSerial killer main king kong\nGorilla brother fly\nUdo high, khud se karo khada piller (Caterpillar)\nBohot haar dekh ke aaya hun yahan tak\nAbhi haarega nahi bhai rahega lifetime winner\nRahunga main life time winner\nKaise rahunga main tere bina (For real)\nScene hai adhura mere bina bohot\nHaan Malum Hai Na kitna main kamina\nYeh jagah maine liya, main na cheena\n(Kabhi nahi)\nGaane diya maine har mahina (Har mahina)\nR.I.P. to all the label artist (R.I.P.)\nLabels sune har ek mera kehna\nAntophill se worlwide, ab jaane pura world bhai\nJisne kuch ukhada nahi, woh aake dete advice\nBohot wise bheje se, tu nice toh main bohot nice\nAankhein khuli meri aur khulela mera third eye (Third eye)\nSab kuch dikhta hai, kaun yahan shaatir hai\nOG meri gang, ek call pe sab haazir hain\nKabhi hara nahi, sirf maarta gaya baazi main\nKoshish meri jaari hai ki ban jaun namazi main\nSab uska diya hua hai\nSab uski rehmat hai\nHaan, tab jaake Bantai ki public is Bantai se sehmat hai\nMalum Hai Na |