Traduzione del testo della canzone Ab Aaja - Gajendra Verma, Jonita Gandhi

Ab Aaja - Gajendra Verma, Jonita Gandhi
Informazioni sulla canzone In questa pagina puoi leggere il testo della canzone Ab Aaja , di -Gajendra Verma
nel genereПоп
Data di rilascio:13.12.2019
Lingua della canzone:Inglese
Ab Aaja (originale)Ab Aaja (traduzione)
Rukhe rukhe hai Rukhe ruche hai
Mausam ke lab bin tere Mausam ke lab bin tere
Sukhe pedon se Sukhe pedon se
Ho gaye mere shaam sawere Ho gaye mere shaam sawere
Ek ranj hai raah guzaro mein Ek ranj hai raah guzaro mein
Ek aag lagi gulzaron mein Ek aag lagi gulzaron mein
Har saans ghuli angaron mein Har saans ghuli angaron mein
Sun bhi le meri sada Sun bhi le meri sada
Ab aaja sanam firun main bekarar Ab aaja sanam firun main bekarar
Ab aaja sanam karun tera intazaar Ab aaja sanam karun tera intazaar
Ho ho o… oh oh oh ...
Ab hai adhuri Ab hai adhuri
Tere bina raatein ye saari meri Tere bina raatein ye saari meri
Ab hai adhure Ab hai adhure
Tere bin khwaab ye saare mere Tere bin khwaab ye saare mere
Tere bin na guzarne pe waqt tula hai Tere bin na guzarne pe waqt tula hai
Tere bin jaise dard hawa mein ghula hai Tere bin jaise dard hawa mein ghula hai
Jaise chot hari hai jaise zakhm khula hai Jaise chot hari hai jaise zakhm khula hai
Mera jeena huya saza Mera Jeena Huya Saza
Ab aaja sanam firun main bekarar Ab aaja sanam firun main bekarar
Ab aaja sanam karun tera intazaar Ab aaja sanam karun tera intazaar
Ho ho o… oh oh oh ...
Bin tere khali khali Bin tere khali khali
Taaron bhara ho ke bhi aasama Taaron bhara ho ke bhi aasama
Sune raste saare Sune raste saare
Suna suna sa hai saara jahan Suna suna sa hai saara jahan
Tere bin tere bin haan tere bin Tere bin tere bin haan tere bin
Berukhi se katate hai mere din Berukhi se katate hai mere din
Tere bin jaise jalti hai Tere bin jaise jalti hai
Chand si raatein Chand si raatein
Tere bin jaise khalti hai Tere bin jaise khalti hai
Honthon ko baatein Honthon ko baatein
Jaise kore waraq Jaise kore waraq
Jaise khali dawate Jaise Khali dawate
Jaise sab kuch hai bewajah Jaise sab kuch hai bewajah
Ab aaja sanam firun main bekarar Ab aaja sanam firun main bekarar
Ab aaja sanam karun tera intazaar Ab aaja sanam karun tera intazaar
Ho ho o…oh oh oh ...
Valutazione della traduzione: 5/5|Voti: 1

Condividi la traduzione della canzone:

Scrivi cosa pensi del testo!

Altre canzoni dell'artista: