Testi Har Ek Ghar Mein Diya - Jagjit Singh

Har Ek Ghar Mein Diya - Jagjit Singh
Informazioni sulla canzone In questa pagina puoi trovare il testo della canzone Har Ek Ghar Mein Diya, artista - Jagjit Singh.
Data di rilascio: 05.06.2012

Har Ek Ghar Mein Diya

har ek ghar mein diyaa bhi jale, anaaj bhi ho -2
agar na ho kahin aisaa to ehatjaaj bhi ho -2
har ek ghar mein diyaa bhi jale, anaaj bhi ho
hukumatoN ko badalnaa to kuchh muhaal nahin -2
hukumatein jo badaltaa hai vo samaaj bhi ho -2
agar na ho kahin aisaa to ehatjaaj bhi ho -2
har ek ghar mein diyaa bhi jale, anaaj bhi ho
rahegi kab talak vaadoN mein qaid Khush-haali -2
har ek baar hi kal kyuN, kabhi to aaj bhi ho
agar na ho kahin aisaa to ehatjaaj bhi ho
har ek ghar mein diyaa bhi jale, anaaj bhi ho
na karte shor sharaabaa to aur kyaa karte -2
tumhaare shahar mein kuchh aur kaam kaaj bhi ho -2
har ek ghar mein diyaa bhi jale, anaaj bhi ho
agar na ho kahin aisaa to ehatjaaj bhi ho
Tell A Friend

Condividi testi:

Scrivi cosa ne pensi dei testi!

Altre canzoni dell'artista:

NomeAnno
Karam Sakal Teri Sharan 2005
Woh Kaghaz Ki Kashti 2013
Jab Samne Tum Aa Jate Ho ft. Jagjit Singh 2011
Teri Aankhon Se Hi 2011
Aap Ko Dekhkar 1992
Dhai Din Na Jawani Nal Chaldi 1986
Jab Kisi Se Koi Gila Rakhna 1997
Tum Itna Jo Muskura Rahe Ho 1982
Apna Gham 1993
Jab Kisi Se Koi Gila 2017
Apne Haathon Ki Lakeeron Mein Basale 2006
Tum Hna Jo Muskura Rahe Ho 2008
Gham Ka Khazana Tera Bhi Hai Mera Bhi ft. Lata Mangeshkar 2020
Dohe 2006
Karmsakal Tav Vilas 1992

Testi dell'artista: Jagjit Singh