Testo Gham Ka Khazana Tera Bhi Hai Mera Bhi - Jagjit Singh, Lata Mangeshkar

Gham Ka Khazana Tera Bhi Hai Mera Bhi - Jagjit Singh, Lata Mangeshkar
Informazioni sulla canzone In questa pagina puoi leggere il testo della canzone Gham Ka Khazana Tera Bhi Hai Mera Bhi , di -Jagjit Singh
Nel genere:Музыка мира
Data di rilascio:29.04.2020

Seleziona la lingua in cui tradurre:

Gham Ka Khazana Tera Bhi Hai Mera Bhi
Jagjit:
Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi (2)
Both:
Yeh nazarana tera bhi hai mera bhi
Lata:
Apne gham ka geet bana kar gaa lena (2)
Raag puraana tera bhi hai mera bhi (2)
Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi
Jagjit:
Tu mujhko aur main tujhko samjhaaoon kya
Lata:
Tu mujhko aur main tujhko samjhaaoon kya
Jagjit:
Dil deewana tera bhi hai mera bhi
Lata:
Dil deewana tera bhi hai mera bhi
Both:
Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi
Lata:
Shahar mein galiyon galiyon jiska charcha hai (2)
Woh afsaana tera bhi hai mera bhi
Jagjit:
Maikhane ki baat na kar waiz mujhse (2)
Aana jaana tera bhi hai mera bhi
Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi
Lata:
Yeh nazarana tera bhi hai mera bhi
Both:
Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi

Condividi il testo:

Tag della canzone:

#Gham Ka Khazana Tera

Scrivi cosa pensi del testo!

Altre canzoni dell'artista: