Testo Saqi Nama - Junoon

Saqi Nama - Junoon
Informazioni sulla canzone In questa pagina puoi leggere il testo della canzone Saqi Nama , di -Junoon
Canzone dall'album: Ishq
Nel genere:Поп
Data di rilascio:08.09.2018
Lingua della canzone:Cebuano
Etichetta discografica:Sadaf Video

Seleziona la lingua in cui tradurre:

Saqi Nama
Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey
Khirad ko ghulami say aazad kar
Jawanon ko peeron ka ustad kar
Jigar say wohi teer phir par kar
Tamanna ko seenon main bedar kar
Jawanon ko sozi jigar bakhsh de
Mera ishq meri nazar bakhsh de
Pila de mujhe woh may pardah soz
Keh aati nahin fasl-e-gul roz roz
Woh may jis say roshan hai zameer-i-hayaat
Woh may jis say hai mastee-e-kainaat

Condividi il testo:

Scrivi cosa pensi del testo!

Altre canzoni dell'artista: