Informazioni sulla canzone In questa pagina puoi trovare il testo della canzone Jhoom, artista - Kiran Ahluwalia. Canzone dell'album Sanata: Stillness, nel genere
Data di rilascio: 30.03.2015
Etichetta discografica: Arc
Linguaggio delle canzoni: inglese
Jhoom(originale) |
Jhoom baraabar jhoom sharaabii jhoom baraabar jhoom |
Kaalii ghataa hai mast fazaa hai |
Jam utha kar ghoom ghoom ghoom |
Iskai peenai se tabiiyat mein ravaani aaye |
Isko boodha bhi jo peele to javaani aaye |
Peenai vale tujhe aajaaegaa peenai ka maza |
Iske har ghoont main poshida hai jeenai kaa mazaa |
Baat to jab hai ke tu mai kaa paristar banai |
Tuu nazar daal de jis par vohi maikhwar banai |
Mausam-e-gul mein to peenai ka mazaa aata hai |
Peenai valon ko hi jeenai ka maza aata hai |
Jaam uthaale muh se lagaale |
Muh se lagaakar choom choom choom |
Jo bhi aata hai yahaan peekai machal jaata hai |
Jab nazar saaqee ki padati hai sambhal jaata hai |
Aa idhar jhoomakai saaqee ka leke naam utha |
Dekh vo abr utha tu bhi zara jaam utha |
Is qadar peelai ke rag-rag mein suroor aajaai |
Qasarat-e-mai se terai cheharai pe noor aajaai |
Isakai har katarai mein naazaan hai nihaa dariyadilee |
Isake peenai se ataa hoti hai ik zindaadilee |
Shaan se peelai shaan se jeelai |
ghoom nashai mein ghoom ghoom ghoom |
(traduzione) |
Jhoom baraabar jhoom sharaabii jhoom baraabar jhoom |
Kaalii ghataa hai albero fazaa hai |
Jam utha kar ghoom ghoom ghoom |
Iskai peenai se tabiiyat mein ravaani aaye |
Isko boodha bhi jo peele a javaani aaye |