| Kya Khabar Thi |
|---|
| Kya khabar thi ki muhabbat mein ye din aate hain |
| Jise ham apna banate hain, vo tadpate hain |
| Vo din kaha gaye bata-2 |
| Jab is nazar mein pyar tha, pyar tha |
| Vo din kaha gaye bata |
| Main ne to kuch kaha nahi |
| Jo yu nigaahe pher li |
| Main ne to kuch kaha nahi |
| Vo raat yaad hai yahi, kissa hua tha pyar ka |
| Vo din kaha gaye bata |
| (aankhon mein neend thi magar |
| Soye nahi the raat bhar)-2 |
| Dil ko laga hua tha darr |
| Shaam savera ho gaya |
| Vo din kaha gaye bata |
