![Sun Sahiba Sun - Lata Mangeshkar](https://cdn.muztext.com/i/3284759382573925347.jpg)
Data di rilascio: 21.07.1985
Linguaggio delle canzoni: Turco
Sun Sahiba Sun |
Oh, maine tujhe chun liya, tu bhi mujhe chun |
Sun sun sahiba sun pyaar ki dhun |
Oh, maine tujhe chun liya, tu bhi mujhe chun |
Sun sahiba sun pyaar ki dhun |
(Ah, ah) |
Aah aah, aah aah, aah aah aah aah aah |
Koi haseena kadam pehle badhaati nahin |
Majboori dil se na ho to paas aati nahin |
Ho, majboori dil se na ho to paas aati nahin |
Khushi mere dil ko had se zyaada hai |
Tere sang zindagi bitaane ka iraada hai |
Oh, preet ke yeh dhaage tu bhi sang mere gun |
Sun sahiba sun pyaar ki dhun |
Oh, maine tujhe chun liya, tu bhi mujhe chun |
Sun sahiba sun pyaar ki dhun |
(Ah, ah) |
Tu jo haan kahe to ban jaaye baat yeh |
Hote na ishaara to chal doon main saath bhi |
Tere liye sahiba naachoongi main gaaoongi |
Dil mein basa le tera ghar bhi basaaoongi |
Oh, daal de nigaahon kar de pyaar ka shagun |
Sun sahiba sun pyaar ki dhun |
(Ah, ah) |
Aah aah, aah aah, aah aah aah aah aah |
Mera hi khoon-e-jigar dega gawa hi meri |
Tere hi haathon likhi shaayad tabaahi meri |
Ho, tere hi haathon likhi shaayad tabaahi meri |
Dil tujhpe waara hai, jaan tujhpe waaroongi |
Aaye ke na aaye, tera rasta nihaaroongi |
Oh, kar le kubul mujhe hoga bada kun |
Sun sahiba sun pyaar ki dhun |
Oh, maine tujhe chun liya, tu bhi mujhe chun |
Sun sahiba sun pyaar ki dhun |
(Ah, ah) |
Oh sahiba sahiba, oh sahiba sahiba oh |
Oh, maine tujhe chun liya, tu bhi mujhe chun |
Sun sahiba sun |
Tag delle canzoni: #Sun Sahiba Sun from Ram Teri Ganga Maili
Nome | Anno |
---|---|
Mehndi Laga Ke Rakhna ft. Udit Narayan | 2013 |
Tujhe Dekha To ft. Kumar Sanu | 2013 |
Wada Na Tod | 2014 |
Ho Gaya Hai Tujhko To Pyar Sajna ft. Udit Narayan | 2013 |
Mere Khwabon Mein | 2013 |
Tujhe Dekha To (From "Dilwale Dulhania Le Jayenge") ft. Kumar Sanu | 2018 |
Abhi to hath ft. Mukesh | |
Pyar Hua Iqrar Hua ft. Lata Mangeshkar | 1955 |
Mere Khwabon Mein (From "Dilwale Dulhania Le Jayenge") | 2018 |
Jiya Jale ft. M.G. Sreekumar | 2016 |
Aa aa kuchh ft. Shailendra Singh | |
Mere Naseeb Mein | 2014 |
Har Dil Jo Pyar Karega ft. Mukesh, Mahendra Kapoor | 2014 |
Khamoshiyan Gangunane Lagi (Part 1) ft. Lata Mangeshkar, Sonu Nigam | 2013 |
Dunija Ka Mela ft. Shailendra Singh | |
Pyar Hua Iqrar Hua (From "Shree 420") ft. Lata Mangeshkar | 2018 |
Kya Yahi Pyar Hai ft. Kishore Kumar, R. D. Burman | 2011 |
Lag Ja Gale Se Phir (From "Woh Kaun Thi") | 2018 |
Yeh Raaten | 2014 |
Satyam Shivam Sundaram | 2022 |