Informazioni sulla canzone In questa pagina puoi trovare il testo della canzone Rab Jaane, artista - Rahat Fateh Ali Khan. Canzone dell'album Back 2 Love, nel genere
Data di rilascio: 06.05.2014
Etichetta discografica: Universal Music India
Linguaggio delle canzoni: estone
Rab Jaane |
Ek chehre pe chehre |
Chehre jaise kitne chehre hain |
Kaun bataye tere kitne mere kitne hain |
Main teri aakhon se aise phisal jaaun |
Giroon main dil me tere aur yun sabhal jaaun |
Main teri aakhon se aise phisal jaaun |
Giroon main dil me tere aur yun sabhal jaaun |
Ye ishq maan le meri manate maagnu |
Dil ishq poor kala main bhala kidhar jaaoon |
Ke tere ishq me khud se guzar gaya hu main rabb jaane. |
Jaane. jaane. |
Rab jaane. jaane. jaane. |
Rab jaane. |
(Jaane. jaane. rabb jaane.) |
Main tere ishq me khud se guzar gaya hu main |
Rab jaane. jaane. jaane. |
Rab jaane. jaane. jaane. |
Rab jaane. |
(jaane. jaane. rabb jaane.) |
Sa re ni pa sa. |
Sa ga re re ga re ga. re. |
Ma ga re ni pa sa. |
Ga re ga ga re ni re ga |
Jahaan ho ishq wahan pe talaash rehti hai |
khushi khushi se udaas rehti hai |
Jahaan ho ishq wahan pe talaash rehti hai |
khushi khushi se udaas rehti hai |
Ye ishq dariya yahaan pe pyaas rehti hai |
Khadi kyun har raste pe saans rehti hai |
Uttar de isse jo bhi leebaas pehnaaun |
Mera leebaas tera ishq main kya silwaoon |
Kisi ko keh ke ishq kehlaaun |
Tu saamne se guzre aur main behal jaaun |
Ke tere ishq me khud se guzar gaya hu main |
Rab jaane. jaane. jaane. |
Rab jaane. jaane. jaane. |
Rabb jaane. |
(jaane. jaane. rabb jaane.) |
Ke tere ishq me khud se guzar gaya hu main |
Rab jaane. jaane. jaane. |
Rab jaane. jaane. jaane. |
Rab jaane. |
(jaane. jaane. rab jaane.) |
Ishq nihattha ladta jaaye jung lage talwaarein |
Ishq ke hath laga dil baki bekar |
Ye ishq chaahe to mod-mod mud jaaye |
Ye ishq tod ke jode to jud jaaye |
Ye ishq chaahe to mod-mod mud jaaye |
Ye ishq tod ke jode to jud jaaye |
Basaa basaaya sehar ujjad jaaye |
Hari rahe kalai jise pakad jaaye |
Bujja bujja ke bar-bar jise dehkaaun |
Main pehle meri ye main toh kahin phek aaun |
Phir ek dil mera ye khalipan tehal jaaye |
Jo taj-e-ishq hove aise mahal jaaun |
Ke tere ishq me khud se guzar gaya hu main |
Rab jaane. jaane. jaane. |
Rab jaane. jaane. jaane. |
Rabb jaane. |
Ke tere ishq me khud se guzar gaya hu main |
Rab jaane. jaane. jaane. |
Rab jaane. jaane. jaane. |
Rab jaane. jaane. jaane. |
Rab jaane. |
(jaane. jaane. rab jaane.) |