Informazioni sulla canzone In questa pagina puoi trovare il testo della canzone Do Sadiyon Ke Sangam, artista - Udit Narayan.
Data di rilascio: 30.12.2000
Do Sadiyon Ke Sangam |
Ek sadi ki shyaam jahan par ek sadi ka vahi savera\nSamay na daale kahin bhi deraa\nEk samay lekin do sadiyaan, do sadiyaan — 2\nDo sadiyon ke beech uthi — 2\nEhsaas ki ek deewar — 2\nIs deewar ke peeche jaa ke — 2\nBhes badalta yeh samay — 2\nKya karta hai shringaar\nDo sadiyon ke sangam par milne aaye hain — 2\nEk sadi ki shyaam jahan par ek sadi ka vahi savera\nSamay na daale kahin bhi deraa\nEk samay lekin do sadiyaan, do sadiyaan — 2\nNeele rang ke is daavan mein kitne sukun bhare lamhe hain\nNeele neele rang mein rooh ke saare geet ghule hain\nSurkhi jaise garam lahoon hai, chhalak sharaab hai surkhi\nSurkhi taaza zakhm jaise khilta gulaab hai surkhi\nHaan, jism mein behti saari surkhi, rooh ke saare neele nagme\nDo sadiyon ke sangam par milne aaye hain — 2\nEk sadi ki shyaam jahan par ek sadi ka vahi savera\nSamay na daale kahin bhi deraa\nEk samay lekin do sadiyaan, do sadiya |