Testo Mubarak Mubarak - Udit Narayan

Mubarak Mubarak - Udit Narayan
Informazioni sulla canzone In questa pagina puoi leggere il testo della canzone Mubarak Mubarak , di -Udit Narayan
Nel genere:Болливуд
Data di rilascio:28.12.2002

Seleziona la lingua in cui tradurre:

Mubarak Mubarak
Tere Haathon Ki Mehndhi Mehekthi Rahe\nTere Jode Ki Ronak Salamat Rahe\nTeri Chudi Hamesha Khanakti Rahe\nMubarak Mubarak Mubarak Mubarak Mubarak\nMubarak Mubarak Mubarak Mubarak Mubarak\nMubarak Ho Tumko Yeh Shaadi Tumhari\nMubarak Ho Tumko Yeh Shaadi Tumhari\nSada Khush Rahon Tum Dua Hai Hamari\nTumhaare Kadam Chume Yeh Duniya Saari\nTumhaare Kadam Chume Yeh Duniya Saari\nSada Khush Rahon Tum Dua Hai Hamari\nMubarak Ho Tumko Yeh Shaadi Tumhari\nSada Khush Rahon Tum Dua Hai Hamari\nTumhare Liye Hain Baharon Ke Mausam\nNa Aaye Kabhi Zindagi Mein Koyi Gham\nHamara Hai Kya Yaar Hum Hai Deewane\nHamari Tadap To Koyi Bhi Na Jaane\nMile Na Tumhe Ishq Mein Bekarari\nMile Na Tumhe Ishq Mein Bekarari\nSada Khush Rahon Tum Dua Hai Hamari\nMubarak Ho Tumko Yeh Shaadi Tumhari\nSada Khush Rahon Tum Dua Hai Hamari\nKe Janmon Ke Rishte Nahin Tode Jaate\nSafar Mein Nahin Humsafar Chhode Jaate\nNa Rasmo-Rivaajo Ko Tum Bhool Jaana\nJo Li Hai Kasam To Isse Nibhaana\nKe Humne To Tanha Umar Hai Guzari\nKe Humne To Tanha Umar Hai Guzari\nSada Khush Rahon Tum Dua Hai Hamari\nTumhaare Kadam Chume Yeh Duniya Saari\nTumhaare Kadam Chume Yeh Duniya Saari\nSada Khush Rahon Tum Dua Hai Hamari\nMubarak Ho Tumko Yeh Shaadi Tumhari\nSada Khush Rahon Tum Dua Hai Hamari\nJaan… Maine Bhi Pyaar Kiya Hai\nHaan… Maine Bhi Pyaar Kiya Hai\nHaan… Maine Bhi Pyaar Kiya Hai\nMubarak Mubarak Mubarak Mubarak Mubarak

Scrivi cosa pensi del testo!

Altre canzoni dell'artista: