Data di rilascio: 19.09.2001
Linguaggio delle canzoni: inglese
Raat Ka Nasha (From "Asoka")(originale) |
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin |

Tera nasheela badan baahon ne chhoda nahi |
Aankhein to kholi magar sapna woh toda nahi |
Haan wahin, woh wahin |
Saanson pe rakha hua tere hothon ka sapna abhi hai wahin |
O. Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahi |
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahi |
Tere bina bhi kabhi tujh se machal leti hoon |
Karvat badalti hoonn to sapna badal leti hoon |

Tera khyaal aaye to balkha ke pal jata hai |
Paani ki chaadar tale tann mera jal jaata hai |
Haan wahin, woh wahin |
Saanson pe rakha hua tere hothon ka sapna abhi hai wahin |
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin |
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin |
Tere gale milne ke mausam bade hote hain |
Janmon ka waada koyi yeh gham bade chhote hain |
Ho. |

Lambi si ik raat ho, lamba sa ik din mile |
Bas itna sa jeena ho, milan ki ghadi jab mile |

(traduzione) |
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin |
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin |
Tera nasheela badan baahon ne chhoda nahi |
Aankhein a kholi magar sapna woh toda nahi |
Haan wahin, woh wahin |
Saanson pe rakha hua tere hothon ka sapna abhi hai wahin |
O. Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahi |
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahi |
Tere bina bhi kabhi tujh se machal leti hoon |
Karvat badalti hoonn a sapna badal leti hoon |

Tera khyaal aaye a balkha ke pal jata hai |
Paani ki chaadar tale tann mera jal jaata hai |
Haan wahin, woh wahin |
Saanson pe rakha hua tere hothon ka sapna abhi hai wahin |
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin |
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin |
Tere gale milne ke mausam bade hote hain |
Janmon ka waada koyi yeh gham bade chhote hain |
Ho. |
Tere gale milne ke mausam bade hote hain |
Janmon ka waada koyi yeh gham bade chhote hain |
Lambi si ik raat ho, lamba sa ik din mile |
Bas itna sa jeena ho, milan ki ghadi jab mile |
Haan wahin, woh wahin |
Saanson pe rakha hua tere hothon ka sapna abhi hai wahin |
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin |
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin |
Tag delle canzoni: #Raat Ka Nasha
Nome | Anno |
---|---|
Akele Hum Akele Tum ft. Anu Malik | 1995 |
Oonchi Hai Building ft. Anu Malik | 2016 |
Agar Tum ft. Roop Kumar Rathod | 2005 |
Hum To Dil Se Haare | 2000 |
Murshida (From "Begum Jaan") ft. Anu Malik | 2017 |
East Aur West India Is the Best | 1997 |
Testi dell'artista: Anu Malik
Testi dell'artista: K.S. Chithra