Testo Baarish Lete Aana - Darshan Raval

Baarish Lete Aana - Darshan Raval
Informazioni sulla canzone In questa pagina puoi leggere il testo della canzone Baarish Lete Aana , di -Darshan Raval
Nel genere:Поп
Data di rilascio:17.07.2018
Lingua della canzone:Swahili

Seleziona la lingua in cui tradurre:

Baarish Lete Aana
Aati ho toh baarish lete aana
Jee bhar ke rone ka dil karta hai
Rehti hai yeh khwahish honthon par hi
Jab bhi yeh dil mera jo bharta hai
Kuch khwaab hai likhay khaton mein
Tumko sonp doon
Iss dard ki zameen pe main
Khudko ronp doon
Waqt ki thi humse kuch naraazgi
Keh na sake hum woh baatein aaj bhi
Jinko liye hum tum ho gaye judaa…
Phir bhi woh lamhein tum lete aana
Aadhe adhure se jo chhute thhe
Taare bhi woh saare lete aana
Jo humne dekha tha ki toote thhe
Kuch chal raha hai saath saath
Aur hai kuch thama
Gham beh raha hai aas paas
Aur hai kuch jama
Aati ho toh baarish lete aana
Jee bhar ke rone ka dil karta hai
Rehti hai yeh khwahish honthon par hi
Jab bhi yeh dil mera jo bharta hai

Condividi il testo:

Scrivi cosa pensi del testo!

Altre canzoni dell'artista: