Informazioni sulla canzone In questa pagina puoi trovare il testo della canzone Chingari Koi Bhadke, artista - Kishore Kumar.
Data di rilascio: 26.04.1998
Linguaggio delle canzoni: inglese
Chingari Koi Bhadke(originale) |
Chingari koi bhadke, to saawan use bujhaye |
Saawan jo agan lagaaye, usse kaun bujhaye? |
Patjhad jo baag ujaade, wo baag bahaar khilaye |
Jo baag bahar mein ujade, usse kaun khilaye? |
Humse mat puchho kaise, mandir tuta sapno ka |
Logo ki baat nahi hai, ye kissaa hai apno ka |
Koi dushman thes lagaye, to mit jiyaa behlaaye |
Man-mit jo ghaav lagaye, use kaun mitaaye? |
Na jaane kya ho jaataa, jaane ham kya kar jaate |
Peete hai to zinda hai, na peete to mar jaate |
Duniya jo pyaasa rakhe, to madira pyaas bujhaye |
Madira jo pyaas lagaye, use kaun bujhaye? |
Use kaun bujhaye? |
Maana tufaan ke aage nahi chalta zor kisi ka |
Maujo ka dosh nahi hai, ye dosh hai aur kisi ka |
Majdhaar mein naiyaa dole, to maajhi paar lagaye |
Maajhi jo naav duboye, use kaun bachaye? |
O use kaun bachaye? |
(traduzione) |
Chingari koi bhadke, per saawan usare bujhaye |
Saawan jo agan lagaaye, usse kaun bujhaye? |
Patjhad jo baag ujaade, wo baag bahaar khilaye |
Jo baag bahar mein ujade, usse kaun khilaye? |
Humse mat puchho kaise, mandir tuta sapno ka |
Logo ki baat nahi hai, ye kissaa hai apno ka |
Koi dushman thes lagaye, a mit jiyaa behlaaye |
Man-mit jo ghaav lagaye, usa kaun mitaaye? |
Na jaane kya ho jaataa, jaane prosciutto kya kar jaate |
Peete hai to zinda hai, na peete to mar jaate |
Duniya jo pyaasa rakhe, a madira pyaas bujhaye |
Madira jo pyaas lagaye, usa kaun bujhaye? |
Usa kaun bujhaye? |
Maana tufaan ke aage nahi chalta zor kisi ka |
Maujo ka dosh nahi hai, ye dosh hai aur kisi ka |
Majdhaar mein naiyaa dole, a maajhi paar lagaye |
Maajhi jo naav duboye, usa kaun bachaye? |
O usa kaun bachaye? |